shaam ki tanhaayi mein kho na jaana..
zindagi ki mushkilon se rooth na jaana..
milegi zaroor woh kal, jiska intezaar hai tumhe..
apni kal paakar iss dost ko bhool na jaana.
Saturday, December 20, 2008
saccha dost
barsaat ke bina, saawan adhoora hai..
roshini ke bina, aankhen adhoori hain..
dhadkan ke bina, dil adhoora hai..
lekin sacche dost ke bina,.. zindagi hi adhoori hai.
roshini ke bina, aankhen adhoori hain..
dhadkan ke bina, dil adhoora hai..
lekin sacche dost ke bina,.. zindagi hi adhoori hai.
Subscribe to:
Posts (Atom)